Showing posts with label Funny SMS. Show all posts
Showing posts with label Funny SMS. Show all posts

Monday, March 12, 2012

Funny Hindi Jokes | Hindi SMS Jokes | Santa Banta Hindi Jokes - Fun Masti India

Funny Jokes In Hindi

Funny Hindi Jokes


Machli Jal Ki Rani Hai…

No… No….

Here is Something New!!!!

GirlFriend Dil Ki Rani Hai..
Money Uska Ziwan Hai..
Hanth Lagaoge To Chillayegi..
Money Nikaloge To Pat Jayegi…
------------------------------------------------------------------------

Bhikari: amma roti do.
.
- Dadi: Abhi roti banayi nhi hai, bad mai ana.
.
- Bhikari: ye mera mobile no. Hai Miss Call De dena jab tayyar ho jaye :D
.
- Bhikari rocks.
.
- Dadi:Aray baba mere pas balance nai, mai facebook par status update kar dungi. Usay check karky aa jana.:D
.
- Dadi double rocks.;-
------------------------------------------------------------------------

Santa Banta ne Hindi ka home work nahi kiya tha. Hindi teacher ne unko ped par ulta latakne ki saza di.

Thodi der latakne ke baad Santa neeche gir gaya.

Hindi Teacher: Thak gaye kya?

Funny Santa: Nahi pakk gaya !
------------------------------------------------------------------------


Girlfriend to Santa: Me tum se tabi shaadi karungi jab tum koi sahsi kaam kar ke dikhaoge.

Funny Santa: Tum se shaadi karne se jyada sahsi kaam aur kya ho sakta hai?

Monday, February 27, 2012

Hindi Love SMS | Love Shayari | Romantic Love Poems | Hindi SMS Shayari

Huge Collection of Hindi SMS Shayari,Punjabi SMS, Sad Shayari, Romantic Shayari, Funny Shayari, Romantic SMS, SMS Jokes, ROmantic Love Shayari, Good Morning sms

Romantic Love Poems

Hindi Love SMS Shayari Poems

ZINDAGI KI RAHON ME BAHUT SE YAR MILENGE
HUM KYA HUMSE BHI ACHHE HAZEER MILENGE
IN ACHHON KI BHID ME HAMEIN NA BHULA DENA
HUM KAHAN TUMHE BAAR-BAAR MILENGE

Dena hai meri Aankho ko to aisi Risayi de,
Main Aaina bhi dekhun to tu dikhai de,
Dariya mein to lakh katre hain magar,
Katra wahi jisme sara dariya dikhayi de,
Kya husn kya jamal hai tera,
tu bheed mein bhi jaye to tanha dikhai de.

Bewafaa wo nahi hum hi kharab hai….
Zeher ki Jaroorat nahi mar jayenge Sharaab se….
Kaante mehsoos hi nahi hote kyunki,
Hame Pyaar hi itna tha Us Gulaab se…

Din hua hai to raat bhi hogi
Ho mat udaas kabhi baat bhi hogi
Itne pyar se dosti ki hai
Insha Allah zindagi rahi to
Mulaqat bhi hogi…

Kaise kahu ki tumse milne ki chahat nahi
Beqraar dil ko ab bhi rahat nahi
Bhula dete magar kya karu aise pyare dost ko
Bhul jane ki dil ko aadat nahi

hum haste hai tho woh samjthe hai humain aadat hai muskurane ki
Nadan hai woh kya jane yeh aadat hai gum bolone ki

Jo kuch bhi mila hai usi mein khush hu
mein tere liye khuda se taqrar nahi karta,
par kuch to baat hai teri fitrat mein
zalim warna tujhe chahne ki khata baar baar nahi karta

chiragon agar noor na hota..tanha dil itna majboor na hota…hum
aapse milne roz hi aajaate..agar aapka aashiyana humse itna door na hota

Saturday, February 25, 2012

Hindi Love Quotes SMS Shayari Messages collection

Latest new Hindi Love Quotes, funny Hindi Love Quotes, sweet and nice Hindi Love Quotes Shayari and text messages collection - Hindi Love Quotes SMS Messages collection.




Saaz k 7 awaz,

Saaz k 7 awaz,
Samander k 7 sahil,
Phool k 7 khushbo,
Jism k 7 rooh,
Shama k 7 parwany,
Khushi k 7 gum or
aap k 7 hum :-)
---------------------------------------------------------------------------------------

bohat din howe jab kaha tha kisi ney…

bohat din howe jab kaha tha kisi ney…
tum ho tamanna tum hi zindagi ho…
tum hi meri dunya tum hi hur khushi ho…
main karta hon tum sey buhat sara piyar…
 
---------------------------------------------------------------------------------------

Usse hum zindagi kehte hain

Pyar kehte hain,
Mohobbat kehte hain,
Kuch log isse bandagi kehte hain,
Magar jiss pe hum marte hain usse hum zindagi kehte hain

 ---------------------------------------------------------------------------------------

Husn wale khub wafaon ka sila DaIte hain,

Husn wale khub wafaon ka sila dAIte hain,
Har mor par ek zakhm naya daite hain,
Dost is jahan main koi apna nahi,
Jab aag lagti hai to patte bhi hawa daite hain..
 
---------------------------------------------------------------------------------------

zara si der lagti hay

Zamana dost ho jaey to bohat mohtat ho jana…
Kisi k rang badalney main zara si dair lagti hay…
Koi jo khawb dekho to ussey foran bhulla dena…
Ke neenden toot janey main zara si dair lagti hay…
Kisi ko dukh kabhi dena to itna soch kar dena…
Kisi ki aah lagney main zara si der lagti hay…
Bohat hi mo’tabar hain jin ko muhabbat raas aa jaey…
Kisi ko raah badlney main, zara si der lagti hay………

Sunday, February 19, 2012

Latest Holi Shayari Hindi SMS 2012 | Holi Shayari Hindi Messege | Holi Shayari Fun SMS

Latest Holi SMS 2012, New Holi Hindi Messege, Holi SMS Jokes, 140 character Messages, Holi Shayari Hindi SMS 2012, Holi Shayari Hindi Messeges, Holi Shayari Hindi Message, Holi Shayari Fun SMS, Holi SMS Collection, 140 character Messages Latest Holi Shayari Hindi SMS 2012, Holi Shayari Hindi Messege, Holi Shayari Hindi Message, Holi Shayari Fun SMS, Holi SMS Collection, 140 character Messages ~ SMS Shayari 2012.


Rangon se bhi rangeen zindagi hai humari,
rangeeli rahe yeh bandagi hai humari,
kabhi na bigde ye pyar ki rangoli,
aye mere yaar aisi HAPPY HOLI.
-------------------------------------------------------------------------------------------------------

Aaj rang lo is mehfil mein,
khelo jhoom kar holi,
ched do har dil ko aaj
bol kar pyar ki boli,
lal gulal aur har rang mein
Aaye jeevan mein baharon ki doli
-------------------------------------------------------------------------------------------------------
 
Tum bhi Jhoome masti main,
Hum bhi jhoome masti main,
Shor hua saari basti main..
Jhoome sab holi ki Masti main..
Mast Mast ye Masti rahe sada aapki Kashti main,
Beet Gayi HOLI fir bhi..
Mubarak ho HOLI bheegi masti Main !
-------------------------------------------------------------------------------------------------------

Fulo Ne Khilna Chhod Diya
Taro Ne Chamkna Chhod Diya
Holi Me Baki Hai 2 Din
Fir Aapne Abhi Se Nahana Q Chhod Diya.
Happy Holi
-------------------------------------------------------------------------------------------------------

Mahange rang gulaal hue hain,
Mahnge shakkar tel.
ab baaki tyohaar mein,
SMS tera khel.
MANHGAAI ZINDABAAD
HAPPY HOLI

Monday, February 13, 2012

Hindi SMS & Love Images

Kaun Kise Dil Me Jagah Deta Hai,
Ped Bhi Sukhe Patte Gira Deta Hai,
Wakif Hai Hum Duniya Ke Riwazo Se,
Dil Bhar Jaye To Har Koi Thukra Deta Hai.

Fun Masti India

Fun Masti India

Fun Masti India

Fun Masti India

Fun Masti India

Fun Masti India

Fun Masti India

Fun Masti India

Thursday, February 2, 2012

Valentine's Day Special

Valentine’s Day is just around the corner. Since it take places only once a year, most of us try our best to explicitly show our loved ones how much they mean to us. And so it remains to be, graphic designers are very much occupied with work this time of the year since each agency wants to reach a different approach with their products as well as remain unique.

With the help of Photoshop, designers can achieve some tremendous graphics and eye-catching designs. This software provides numerous effects and has a wide range of functions that let you discover your creative side more each time. Last year we had filled Valentine’s day with a nice free icon set as well as some really creative gift wrapping ideas.

Here is a roundup of some really useful tutorials to help you save time and give your work a special appeal so that you all can spend a memorable Valentine’s Day with your loved ones. Let the creativity begin!

Valentine's Day SMS
 
The most important things are the hardest to say, because words diminish them. Forever yours...your Valentine.
----------------------------------------------

No poems no fancy words I just want the world to know that I LOVE YOU my Princess with all my heart. Happy Valentines Day.
----------------------------------------------

My eyes are blind without your eyes to see, Like a rose without color. Always be there in my life sweetheart.
----------------------------------------------

U r unique
U r caring and
U r the Best.And I am d luckiest to have U in my life!
Happy Valentine's Day my sweet heart!
----------------------------------------------

Love puts the fun in together, the sad in apart, and the joy in a heart.
Happy Valentines Day my love.
----------------------------------------------

If I could die early I would ask God if I could be your guardian angel, so I could wrap my wings around you and embrace you whenever you feel alone.
----------------------------------------------

Let's share the world
A sea is for you, and waves are for me.
The sky is for you, and stars are for me.
The sun is for you, and light is for me.
Everything is for you, and you are for me.
----------------------------------------------

Sometimes we make love with our eyes.
Sometimes we make love with our hands.
Sometimes we make love with our bodies.
Always we make love with our hearts.
----------------------------------------------

Here is my heart, it is yours so take it,
Treat it gently, please do not break it.
Its full of love thats good and true,
So please keep it always close to u.
----------------------------------------------

Love is missing someone whenever you're apart, but somehow feeling warm inside because you're close in heart. As we are, Happy Valentines Day sweetheart.



Wednesday, February 1, 2012

Funny & Love Sms and Images

Watch all Indian Masti photos, Bollywood WallPaper, Funny Jokes, Shayari, Funny SMS, Funny, Cool Images, news, Funny Jokes, Funny Videos, Wallpapers, Desi entertainment. In this masti zone Chatting, talking, spamming, views, reviews, everything goes here. Come and meet people from round the world.








Tuesday, January 31, 2012

FULL and FINAL

Watch all Indian Masti photos, Bollywood WallPaper, Funny Jokes, Shayari, Funny SMS, Funny, Cool Images, news, Funny Jokes, Funny Videos, Wallpapers, Desi entertainment. In this masti zone Chatting, talking, spamming, views, reviews, everything goes here. Come and meet people from round the world.




Friday, January 27, 2012

Love Quotes In Hindi | Hindi SMS

Love Quotations in Hindi, Best Love Quotes, Sweet Love Quotes in Hindi, Love Quotes For Her, Love Quotes in Hindi for Girlfriend"


Raat ka saroor kahu
Yaa teri aankhon ka noor kahu
Mujhe nind nahi aati
Kuch na kuch to jaroor kahu

Raat ka nasha khu
Yaa din ka karar
Na jane kyun mujhko
Hone laga hai pyar

Na raton ko chain hai
Na din mein aaram hai
Tu jo mujhe na mili
To mera jeena haram hai

Kisi shayar ne khub kha hai
Jise hum chahte hain use
dil se nikalna mushkil hota hai
Or jo hume apne dil mein rakhte hain
Unke dil mein reh pana mushkil hota hai

Ek ajab sa ehsaas ho tum
Kitni door ho phir bhi pas ho tum
Dil lagane ko to bahut mile hume
Per un sabse khas to tum

Hamara milna koi kismat ka khel nahi
Teri yado mein humne kai afsane likhe hain
Kyun milte rahe aap humse ajnabi hote hue bhi
Shayad hamari kismat mein milne ke bhane likhe hain

Khushiyon ka ahsaas ho tum
Mere jeene ki aas ho tum
Kaise btayein aapko ke
Mere liye kitne khas ho tum

Na bhuk hai na pyas hai
Hume to bas aapse milne ki aas hai
Na alfaz hai koi kuch keh pane ko
Phir kaise batayein aapko kyun aap khaas hain

Jab unse milne ko dil karta hai
Hum unki tasveer ko dekh lete hain
Aate hain jab aansoo unki yaad mein
To hum apni aankhein pher lete hain

Tum bin na hum jee payenge
Na piyenge pani na kuch khayenge
Jaldi si haan kardo mere pyar ko
Phir sath milker restaurant jayenge.

Thursday, January 26, 2012

Aisa Kyu hota hai LADKO...













1..Papa kahte hai beta padhai karke kuchh bano to bura lagta hai,
par yahi baat jab Girlfriend kehti hai to lagta hai care karti hai.

2..GF ke liye Maa-Baap se juth bolte hai,
par Maa-Baap ke liye Gf se Kyun nahi??

3..GF se shaadi ke liye perents ko chhod dete hai,
par perents ke liye GF ko kyun nahi??

4..GF ko Picture dikhane ke paise hote hai,
par Sister ke liye suit dilane k paise nahi hote hai.

5..GF se roj raat me mobail se poochhte hai khana khaya ki nahi ya kitni roti khaai,
par kya aaj tak ye baat perents se poochhi??

6..GF ki ek kasam se smooking chhut jati hai,
par papa ke baar-baar kehne se kyun nahi??

so care your perents.....

Maa-Baap hi GOD hai Mante ho to Is Massage ko Faila do.

Funny Jokes In English













Funny Santa Banta Jokes :
Santa to Banta: I and my girlfriend are getting married.

Banta: Oh great, but when is the marriage?

Santa: I am marrying on on 13th Jan and my girlfriend on 20th.


Naughty Santa Banta Jokes :
Santa: Hurry-up, hurry-up, give me a drink. Fight is about to start.

Bartender gives him a drink.

Santa again says: Hurry-up, hurry-up, give me drink. Fight is about to start.

Bartender again gives him a drink.

Santa again asks for a drink as the fight is about to star.

Bartender: When on earth the fight will start?

Naughty Santa: When you will ask for money.

Funny Hindi Shayari for Love Friends

Funny Shayari in Hindi is a collection of some of the most hilarious two line to four line shayari sms in Hindi which are funny to ready and are full of comedy. Enjoy reading these funny Hindi Shayari and send them by sms to your friends and have fun making their day. Enjoy the comedy.












Unke Bewafai Par Wafa Hum Karenge
Yaad Ko Unki Dil Se Juda Hum Karenge
Itna Chaha Phir Bhi Yakeen Nahin
Aise Zindagi Jee Kar Kya Karenge

Mere Jineke Liye Tera Armaan Hi Kafi Hai .
Dil Ke Kalam Se Likhi Ye ! Dastaan Hi Kafi Hai.
Tir-E-Talwaar Ki Tujhe Kya Zaroorat-E-Nazneen,
Qatl Karne Ke Liye Teri Muskaan hi Kafi Hai

Ittefaq se hum mile,
Ittefaq se aap hume pasand aaye,
Ittefaq se hum dost bane,
Humari dosti ab ittefaq nahi,
Zindagi ki khoobsurat hakikat hai.

Yun durr reh! kar duriyon ko badaya nahi karte,
Apne deewano ko sataya nahi karte,
Har waqt bas jise tumhara khyal ho,
Usey apni awaaz ke liye tadpaya nahi karte.

Zamane se nahi to tanhai se darta hu,
Pyar se nahi to ruswai se darta hu,
Milne ki umang bahot hoti hai dil me,
Lekin milne ke baad teri judai se darta hu.

Hum to dil deneko taiyar baithe hai,
Darde mohabbat karne ko taiyar baite hai,
Par hai re meri futi kismat,
Koi dil leneko hi taiyar nahi.

Bekabu hai dil fir bhi jiya ja raha hu,
Khali hao botal fir bhi piya ja raha hu,
Majburi to dekho is dil ki.
Reply nahi mil raha fir bhi msg kiya ja raha hu.

Wo ruthe is kadar ki manaya na gaya,
Durr itne ho gaye ki pass bulaya na gaya,
Dil to dil tha samundar ka sahil nahi,
Likh diya naam to fir mitaya na gaya.

Comedy Shayari SMS in Hindi








 
Dil se kabhi mujhe yaad kiya karo,
Itna gair na samjho call nahi toa atleast
Miss call toa kar liya karo

Zindagi mein tum iss tarah jaise ki bahar aayi
Pyar iss tarah kiya ki gulzar aayi
Khush hum aise huae ki jaise basant ki fuhar aayi
Tumne dhokha iss tarah diya ki dil mai heartattack aayi

Socha tha har modd pe tumhara intezar karenge,
Socha tha har modd pe tumhara intezar karenge,
Magar kambakhat sali sadak hi seedhi nikli.

Itna khusnasib to hum na the
Hamari taqdia mai sitam kam na the
Fir kyo hum kuda ko itna bha gye
ki Banakar Dost aap Hamare zindgi me aa gaye

Shayar hoon arj karta hoon shayari
Sunlo itni bhi nahi hi buri
Varna murder kardoonga mere paas hai churi…

Yeh exam ke rishte bhi ajeeb hote hai,
Sab apne apne naseeb hote hai,
Rahte hai jo nigaho se duur,
Saale wahi question compulsary hote hai.

Gaa toh hum Bhi sakte hai,
Agar awaaz hot toh.
Baja toh hum bhi sakte hai,
Agar Saaz ho toh.
Kaun kehta hai Tajmahal Shahjahan ne Banaya,
Bana toh hum bhi sakte hai,
Agar Mumtaj ho toh…

Tuesday, January 24, 2012

EK Pyari Si Kahani...........

I love my past.
I love my present.
I’m not ashamed of what I’ve had,
and I’m not sad because I have it no longer.



Wednesday, January 4, 2012

Bhigi Ankho Se Muskurane Me Maza Aur Hai.........

Bhigi Ankho Se Muskurane Me Maza Aur Hai,
Haste Haste Palke Bhigane Me Maza Aur Hai,
Baat Kehke To Koi Bhi Samjhe,
Khamosi Ko Koi Samjhe To Maza Aur Hai..........

Wednesday, December 21, 2011

Dedctd 2 My All Friends :-

Dedctd 2 My All
Friends :-

Yahi Sochate Sochate
Hum Ek Dusre Ko Kho
Denge Ek Din..

Ki

"Wo Mujhe Yad Nahi
Karti To Me Usey Kyu
Yad Karoo"?

Tuesday, December 20, 2011

Funny SMS

Lo Meri Girl Friend Ka Photo Dekho Press Down Thora Aur Neeche Dikhi Ya Nahi... Haram Khor Bhabhi Ki Nazar Se Dekhta Tou Zaruur Dikhti...

Har laal rang RED nahin hota, Her murda DEAD nahin hota, Kaisay kahon par yeh sach hai, Har koi aap ki tarah MAD nahin hot... MAD bolay to M-Most A-Attractive D-Dost...

waqt kimti hota hai, waqt ki kadar us aadmi se pucho, jo toilet ke bahar khdaho, aur andar wala bole, "bus ek minute.

CIRCUIT : Aye Mamu, tereko papad aur jhapad mein pharak pata hai kya? MAMU : Nehin. CIRCUIT : To kha ke dekh Le, pata chal jayega.

After finishing MBBS... Dr Munna Bhai starts his practice. He checked his FIRST patient's eyes, tongue & ears by TORCH & finally what did he say? "Battery is OK"

Yaad tumhari na aaye aisa hum hone nahi denge,Dost tumhare jaisa hum khone nahi denge. Ek do sms karte rahna,Warna raat ko tumhe hum sone nahi denge....

pyar karna hai to phulo se karo pedo se karo nature se karo animal se karo ladki se mat karo QK ladki pyak liye nahi time pass ke liye hoti hai yaar S..a..g..a..R

Pani ki bunde phulo ko bhigo rahi hai, Ek thandi-thandi tazgi jaga rahi hai, aap bhi ho jai inme shmil, Ek pyari se subah aapko bula rahi hai.

DATE SHEET AA GAYE HAI, TAYARI SHURU KAR DO, 7-ROSE DAY, 8-PROPOSE DAY, 9-CHOCLATE DAY, 10-TEDDY DAY, 11-PROMISE DAY, 12-HUG DAY, 13-KISS DAY, 14-VALENTINE DAY

wife:mere irade bade nek hai, aap 1000 me se 1 hai. Husband: dimag ke hum bhi don hai, pehle ye bata kamini, baki ke 999 kaun hai....